Wednesday, June 25, 2008

great

Koi Ye Kaise Bataa Ye Ke Vo Tanhaa Kyon Hain ?
Vo Jo Apna Tha Vohii Aur Kisii Ka Kyon Hain ?
Yahii Duniya Hai To Phir Aisi Ye Duniya Kyon Hain ?
Yahii Hota Hai To Aakhir Yahii Hota Kyon Hain ?
Ek Zaraa Haath Badhaa, De To Pakardale Daaman
Uske Seene Mein Samaa Jaye Hamaarii Dharkaan
Itni Kurbat Hain To Phir Faaslaa Itanaa Kyon Hain ?
Dil-E-Barbaad Se Niklaa Nahiin Ab Tak Koii
Ek Lute Ghar Pe Diyaa Kartaa Hai Dastak Koii
Aas Jo Tuut Gayii Phir Se Bandhaataa Kyon Hain ?
Tum Musarrat Ka Kaho Ya Ise Gam Ka Rishtaa
Kehate Hain Pyaar Ka Rishtaa Hai Janam Ka Rishtaa
Hai Janam Ka Jo Ye Rishtaa To Badaltaa Kyon Hain ?


Kya baat hai Kaifi Azmi sahaab ki bohaat khoob likha hain unhoney meray pass lafz nahee hai in ki tareef k liyeh

No comments: