Saturday, April 9, 2011

Ajnaabi

Ajnaabi raho main nikle the,
teri tamanna kar mere humkadam,
tum door nikal gaye gairo ki tarha,
hum to bus dekhte rahe tere nishaan-a-kadam.

Bhatke kuch is tarha dagar se,
apna naam-o-nishan bhi na mila,
teri aarju main aise tute k judne ka aasar bhi na raha.

No comments: