kuch aisa chaha tha,
haseen yadon ka saya tha,
aapna hokar bhi na jane kyun wo paraya tha?
chut jayenge saath is baat ka hai ehsaas,
fir bhi na jane kyun hai mere liye wo har pal khass ,
jo bitaya maine tere saath.
humkadam to bahut mile lakin,
teri tarhan mujhe samjh payega kon,
is baat main itfaq na hoga tujh sa koi dost khass na hoga.
with love dedicate to JATIN Purba
No comments:
Post a Comment