Monday, July 6, 2009

कितने अजनबी हो गए है हम
दूर से भी झलक नही देखते
कभी पास थे इतने एक दुसरे मैं झलक थे ढूँढ़ते
तुझे तो रुक्सत कर दिया
तेरी यादों को रुक्सत करू कैसे
मेरे हर लम्हे मैं है तू ख़ुद से जुदा करू कैसे

Sunday, July 5, 2009

letter to editor

http://www.tribuneindia.com/2006/20060213/mailbag.htm

Monday, February 13, 2006, Chandigarh, India


Practical knowledge
At present we are emphasizing bookish knowledge a lot. But the need is for practical knowledge. A person who has only theoretical knowledge cannot attain success. Our government must do something about this because bookish knowledge is little knowledge and it is rightly said that little knowledge is a dangerous thing. A person having work experience can become more successful than a mere degree holder.
Practical knowledge will make us independent. It also helps us to know all sides of a chosen career. Students will become ready for their work mentally and physically. Then they must devote their full interest and time in their work. For this purpose it’s very much necessary that education should be free from the hands of the politicians. Government must think seriously about practical education for students rather then thinking about the privatization of education. Only proper practical knowledge along with book knowledge can prepare us for a better future life.
Shelly Sood, Ludhiana

Wednesday, May 13, 2009

baache ya bade

dhund se dhake paate,

thand se thetturte paate,

marne ke dua karte hain.

bhuk se vilakte baache,

roti dekh khane ke aas karte hain.

aankh main masumiyat,

per duniya ke baat karte hai.

kitna bada umaar se bana diya,

hakikat ne aaj inko,

aapno ke hote hue bhi,

begano ka hat thamte hai.

saath ke aass

dur leharon se ,
samander nahi hota.
kise ke kahane se ,
koi apna nahi hots.
pyar ke baatien sab karte hai,
kahne se kabhi pyar nahi hota.
log aate hain chale jate hain,
kahane se kabhi haasil,
koi mukaam nahi hota.
mujh se jayada kon janta hai,
manzilo se fisalna kya hota hai.
gir kar khud uthana kya hota hai,
fir bhi unhi rasto pe chalta hai dil.
use shayd fisalne ke aadat hai,
dekh kar duniya ke raang,
har baar dur hona chahta hai .
fir bhi satraangi chakachondh nahi bhulti,
aakele hone per bhi ,
tere saath ke aas nahi tuteti..

Sunday, April 26, 2009

raaste juda juda

aaj bhi ajnabi hain hum unse,


roz mulakaat hone k baavjood.


kisse to bahut sune the tanhai ke,


khud per beeti to kya kahu.


ek nazar bhar dekh lete hain bus.


kasie kahu ke ek umar bitane ke he aarzoo.


lab pe jo baat nahi aati mere,


aanken na keh de is se darti hun.


hussan walo pe to duniya marti hai,


aap pe fida hun yeh kasie keh do.


malum nahi jab tere dil ke kashmkash ka raaz,


mujhe aapna bana le yeh kasie keh do.


ab tak jo humkadam mile naazare bhar dekhte he rahe.


daar lagta hai ab kise ke dekhane se,


kasie keh du k mujhe aapne pahlu main sameet le.


teri aarzoo se bakhabar hu abhi,


fir na jane kyun lagat hain ter,

tere dil main bhi wahin kashish hai ,

jo mere dil main hai dabi.

Wednesday, February 25, 2009

feb.25

kuch cheege yu he bikhar jati hai
tanhai main teri yaad aati hai
musam ke baat kare ya dil ke,
har taraf teri he surat dekhi deti hai.
bhoolna kitna aasan tha tere liye,
per hum bhula kar tumhe kaise jiye,
yeh janta hai mera khuda ya main khud,
tere vaaham main humne kitne aasuno ke jaam piye.
haath to bahut uthe thamne ko ab bhi magar,
tere jaise pyar ke garmahat na jane kyun na lage.